View Single Post
  #1  
Old 07-12-2008, 08:26 AM
humble's Avatar
humble humble is offline
Member
 
Join Date: Jun 2008
Posts: 25

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 4 Times in 3 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 20
humble is on a distinguished road
Smile Mohabbaton ka kamal dekha hai...



Mohabbaton ka kamal dekha hai
Main ne maazi main haal dekha hai
Her mulaqat pe us ki aankhon main
Apni qismet ka zawal dekha hai
Bari fikr hai apni Khushyun ki use
Nahin us ne is hesti ka malaal dekha hai
Jeb bhi poocha apne bare main use
Zuban pe jhooti wazahat ka jaal dekha hai
Mere her lemhay ko karo ghum ke hawale
Keb is zeest main khushyun ka saal dekha hai?
Tere muqeddes jezbat ka hai yehi jawab HUMBLE
Keh Us ke chehre ko Sarapa e sawal dekha hai

Reply With Quote