Quote:
Originally Posted by ShafaqF Thank U sarah jee..... |
Buhat achay jazbaat aur khayalat hain aap ki shairi mein Shafaq aur bayan bhi majmoee taur par acha hai bus mashq jaari rakhain aur mehnat karti rahain. Sirf aik mashwara doun ga keh abhi mushkil alfaaz aur tarakeeb kay istemal say bachain tu aap ka izhar ziyada behtar ho jaey ga. Buhat si daad is umdah koshish par.