muqably meiN shamin nazmeN ye haiN:
1 - ridz
Tanhai ...
Sham dhaltay hi chiragoo ko bhujaya hay main nain
phir teri yadoon ka diyya bhi jalaya hay main nain
kabhi kitaab ki satroon main uljhaya hay main nain
tu kabhi khud ko manzer sy anjan bnaya hay main nain
Her moor pay her kahani main tum mill jaatay hoo
Tum nahi ho kahiin phir dair talak khud ko samjhaya hay main nain