Re: kalam e taza | | Asalam O aliykum,
Bohat khoobsorat ghazal kahee app nay, waaqa'an lutf aaya, bohat see daad qubool karein, harr shair hee kamal hay kis kis ki tareef karon.
Raza
__________________
MujhKo Meray Afkaar kay Aainay mein dekho
Qirtaas kay Dhabbay meri pehchaan nahi hen
Sahir Faizabadi |