Quote:
Originally Posted by Saraabs us nay tu kabhi ki hi nahin baat koyee bhi
jo bhi hua khamosh bayani say hua hai
Bhai wah....kia kehne hain....subhanAllah. ..bohot bohot ziada daad qubool kijye |
Buhat shukria janab aap tu khud itnay umdah shayar hain aap ki zarrah nawazi hai.