As-Salam-Alaikum,
Meri taza aur qadrey taweel nazm peshe kidmat hai. Is nazm main main nain koshish ki hai keh art yaani fun kay baaray main lgon ki sard mohri ko ujagar kar keh us ka jawab diya jaye.
Agarche, is taweel nazm ko perhana dil gurday ka kaam hau phir bhi Mujhay aap ki aara ka intezaar rahey ga...
