Quote:
Originally Posted by waheedakhtar aaap ka bhi jawaab nahin, shair ka asal husn alfaaz ka chunao hota hai jo aap nain khoob kiya.. wah wah |
Waheeb Saheb
janab aap ka bhi jawab naheen hay. mashaAllah itna dil ko chu leney wala kalam ha aap ka. Aap jaisey sukhanwar ki ye daad merey liye bayic-e fakhar hay.
Shukria
Khaksar
Qamar