Re: ~~ Neend Naraaz Rahi Raat Mairi AankhoN Se ~~ | | Assalamualaik,
ab aap ki nazm ki tareef mein kuchh kehna sooraj ko charagh dikhaney kay mutaradif hai......paa jee inni sohniyan nazman kay taran likh lende o, matlab ab woh baat hai k the name says it all........intezar rehta hai bari shiddat sey k aapki tyaraf sey kuch na kuch tabarakan mil jaya karey.........aur kuchh kahoonga to bolen gey its buttering..... ;p
keep up the good work sohniyo...
Allah hafiz
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay
Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |