help me | | Adaaaaab
mujhay nahi pata mujhay yahan apna masla bian karna chahyee ya nahi magar mujhay to batana hay so yahin sahi mera poetry section allready bana hoa hay lakin janay kahan hay lakh koshish kay bawajood site par milta nahi meri arz ye hay ke mera niya poetry section creat kia jaaaaaaaaay jis mein apnai tamam collection or book kay baray mein likh sakoon.purana section delete kar deen bohat mehrabani ho gi
apakay jawaab ki muntazir
suman shah from paris |