Re: Ghazal: Ghazal Yeh Na'tamam hai shayad | | salam,
Tumhey bhi intezaar tha jiska
wo nafas ka ghulam hai shayad
aji waise to puri ghazal hi kamal hai mgr humain to ye shair le doba. bhuat khoob keep sharing plez
__________________ ( Saqib Sahili )
Jo bhi hai magar kyun hai, ek bar bata dey
Mery pas tery na hone ka koi to sabab ho |