Re: Ghazal By Hasan Bhati | | aaj aap se ghaibana mulaqat kar k achha laga.
naujawanon men badi khud aetimadi aur kuch kar guzarne ka jazba hai.
mai aam tor se adibi halqon aur mushairon se door hi rahta hoon.
parveen ne than hi liya hai k wo mujhe sab se mutaarrif karwaigi
us ne kai vdo banakar upload kiye hai. yahan bhi signiture me ek diya hai.
ummeed hai aap ka saath khushgawar rahe ga
Last edited by pnazO72; 05-22-2008 at 07:49 PM.
|