Quote:
Originally Posted by WanderingThoughts As-salam-o-alaikum Hasan Sahab...
bohat umda ghazal kahi hy aap ne, ye aap ki Poets Club meiN pehli ghazal hy so apko is mehfil meiN khush-amadeed kehty haiN, umeed hy aap ka waqt yahaN acha guzry ga.
sath hi sath ye bhi pochna chahuN ga k kya ye aap ka zati kalaam hy??? 1.gif) bura mat maniay ga, aisa is liay pochna paRa k aap ki profile meiN Gender: female show ho rahi hy, to qayas ye guzerta hy k aap ne apni pasand k kisi shair k kalaam se intkhab share kiya hy...
keep posting... wish u best of luck... 1.gif) |
SHUKRIYA MOHTARAM
MAIN AAM TOR SE NET SE DOOR HI RAHTA HOON.meri choti bahan parveen naaz k asraar par mujhe ghazal deni padi.inshaallah aaj hi apni ID bana loonga.
ghazal pasand karne k liye ek baar phir mamnoon hoon.
wassalam
hasan bhati