Re: Ghazal By Hasan Bhati | | ghazal jis ki bhi hay jaisi bhi hay..... waheed akhtar waheed sahb ka tabsara zabar dast hay...
bahar haal jis khami ki taraf muhtram waheed sahb nay ishara farmaya hay usay " Do-lakht" hona kehtay hain. jo ke mazkoora ghazal mein kahin nahin hay... pehla shear to hasil-e-ghazal hay... bura na maniay to janab Amjad Islam Amjad sahib say kahiay ke woh kuch din aor aap ki suhbat main rahain ta ke bohton ka bhla ho....
khair talab
ikram azam
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |