Re: lafz meri sansoon main kiun ulajhty jaty hain | | Aisha tum acha likhti ho ..... mehroo ji nay jaisa kaha usay bhi zehn main rakhna.. nazm kehna ghazal say mushkil kam hay .... lekan jahan tak mera khyal hay ke achi nazm likhnay keliay pehlay achi ghazal likhna zaroori hay... kosish karna....
kush raho
aor mazeed agay baRho.... Alla karay.........
aameen
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |