mudatooN bad meray gher pey aik massiha aa ya | | mudatooN bad meray gher pey aik massiha aa ya
aundheron mein yeah kisnay hay charag jala yah
khushii ka jub door tuk naam o nishan na tha
yeah kiss’ney aey seh hamein hunsana sekhaya
tunha’e’yan dustii thi hamein sham o sehur
sun’naton mein yeah kysa haseen sur nugmagaya
ma’u’see k undheray jub hamein gheray they her soo
khuda ny bhei kiss mor pay hamein unsey milwa ya
ho haseen khayal ya hakekut ya koi gozerti perchaei
umeed e sahur bun k yeah kesa wajood hey aaya |