Quote:
Originally Posted by mystique waaaaaaaaaaaaaaaaaah ............behad haseen nazm k liye aur is jeet k liye dhairon mubarakbaad qabool karen......Allah Paak aap hamesha dono jahaan mein kaamyabiyan aur khushiyan ata kare aameen |
Assalamyualaik,
Mujhey aur kuchh nahin chahiye yeh duayein hain merey saibaan
kari dhoop mein kain mil sakein to yehi chhatein mujhey chahiyein
Allah hafiz