Re: Muqabla-e-Tarahi ghazal.. May-08 | | As-Salam-Alaikum,
Aik aur mashwara hai, jab kissi muqablay ka faisla hota hai to kam az kam pehlii 3 positions kay liye hona chahiye...
+ Agar 3 kay saath saath, 2/3 qabl-e-zikar koosishoon ko bhi jaga di jaye nateejay kay safat per to khoob hoga... is say nay likhnay waalon ka dil barhay ga.
Waheed Akhtar Wahid |