Quote:
Originally Posted by ashfaqwahid Ji haan Bohat achhi nazam hay lakin bilkul lagta hay ke aik anari banday nay likhi hay....is ke liay aap aur bhi pukhtagi chahiay aur DARD....jab aap ko sahi dard se wasta paray gaa to aap ki yeh nazam aur bhi achhi ho jaay gi. |
shayad aap sahi kehrahe hain kyunke main bas shoqiya tor pay likhti hoon... aur main sahi dard ko hargiz mehsoos nahi karna chahti
