Quote:
Originally Posted by humsafar12 assalam alaekum,
adeeboun aur daneshwaron ke beach main ek adna o kam ilm ko shirkat ka mauqa naseeb houwa hai main bahut shukar guzar hun app ka
nazm aur ashar ko kis tharha open kartain hain |
Walakum salam hamsafar saheb
ab ye safar jari hi rehna chahiye.
Shukria
Qamar