Muqabla-e-Tarahi ghazal.. May-08 | | 
is mah muqabla-e-ghazal goi k liye jo misra-e-tarah diya ja raha hai.. woh hai; Wafa mai ab yeh hunar ikhtiyaar karna hai~..
Qawafi: ikhtiyar, intazar, aitbar, bay qarar, shumar, sharmsar waghaira
Radeef: karna hai..
aur is behr k arkaan khuch youN haiN: mfa - ilun - fa'ila - tun - mfa - ilun - fa-lun
yaani k:
wfa - m'ab - y'h'nr - ikh - t'ya - r'kr - na - hy
aap apni kawishat 21st May tak isi thread maiN share kar saktay haiN.. Note: misra-e-tarah ko girah lagana zaroori hai.. aisi ghazal ko jismaiN misra-e-tarah ko girah na lagai gai, muqablay say kharij kar diya jaye ga..
khush rahiye HG Administration.
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px
Last edited by WanderingThoughts; 05-08-2008 at 02:32 PM.
|