Quote:
Tujh ko dekhooN to tamanna koyee jeenay ki uThay
Warna dunya mujhay ek aaNkh na bhaaye aajaa
Is se pehle ke sahay rog tu pachtaaway ka
Is se pehle ke koyee jaan se jaaye aajaa
|
Wah Sraab wah
boht khoobsoorat takhleeq
dil ko choo lenay walay khyalat
boht umda kawish
zindabad