Re: Is se pehle ke koyee jaan se jaaye aajaa | | kaifiyat karo main kaise iss dill ki bayaan
aata hai mujhko woh judai ka samaan
ankh meri k ansoon deda e num ki tarah hote hain rawaan
har pal guzarta hai jaise iztarab ka samaan
kaise kam karon mian apne dard ko
qayamat se kam nahi zindagi ka har lamha
un k aane ki umeed lagaye bethay haain wajid |