Kash aa jaaey kabhi bam-e tasawur pi hi tu
apni aankhon meiN chalaktey huey paimaaney liye
Kuch tow halki ho mere derd-e nihaaN ki sozish
doob ti aas ko thora sa sahara tow miley
wah Qamar saahib kia kehnay khas tour
pr under line wala sequence
itna khoobsorat laga k cura lainay ka mann kia

MashaAllah shandaar likhtay hain jab bhi likhtay hain
