Quote:
Originally Posted by ahsan225 Assalam o alaikum
aaj bohat arsay baad ye kuch ashaar huay hein ... so aap ki mehfil me phir haazir hoon khizaaN ka rang hawa mein bikharne wala hai suno bahaar ka mausam guzarne waala hai mere liay wo zamanay se larnay wala hai kaha tha jaaN se wafa me guzarne wala hai kal uski aankhoN ne kya zinda guftugu ki thi Humein gumaaN hi na tha wo bicharne wala hai |
BAHUT HI LAJAB KAHA HAI APNI MASHA ALLAH