Aankhain Aaina hain | | Hont zubaan k rakhwale, zubaan jhoot ka zamin
Aankhain Aaina hain, Aaina such ki tarjumani
honton pe lafz or hain tery Aankhon main raz or
Parhta hai "SAQIB" behtar Aankhon ki zubani
__________________ ( Saqib Sahili )
Jo bhi hai magar kyun hai, ek bar bata dey
Mery pas tery na hone ka koi to sabab ho |