Re: humein gumaaN hi na tha wo bicharne wala hai | | khizaaN ka rang hawa mein bikharne wala hai
suno bahaar ka mausam guzarne waala hai
zamaanay bhar ko khafa ker k jis ne mere liay
kaha tha jaaN se wafa mein guzarne wala hai
kal uski aankhoN ne kya zinda guftugu ki thi
humein gumaaN hi na tha wo bicharne waala hai
wah ahsan sahab bhuat khoob, leakhtey rahiye you are too good lafzon or jazbon k sath insaaf krtey rahiye, leakhtey or share kartey rahiye
__________________ ( Saqib Sahili )
Jo bhi hai magar kyun hai, ek bar bata dey
Mery pas tery na hone ka koi to sabab ho |