humein gumaaN hi na tha wo bicharne wala hai | | Assalam o alaikum
aaj bohat arsay baad ye kuch ashaar huay hein ... so aap ki mehfil me phir haazir hoon khizaaN ka rang hawa mein bikharne wala hai
suno bahaar ka mausam guzarne waala hai
mere liay wo zamanay se larnay wala hai
kaha tha jaaN se wafa me guzarne wala hai
kal uski aankhoN ne kya zinda guftugu ki thi
Humein gumaaN hi na tha wo bicharne wala hai
__________________ Sehra mein ... Justujoo teree lay aai @};-
Last edited by ahsan225; 04-03-2008 at 07:07 AM.
Reason: sheir added
|