Re: Raye shumari baraye muqabla-e-ghazal goi.. March-08 | | Assalam-o-Alaikum, Is baar misra-e-tarah ki zameen kuch tu dushwaar thi hi aur kuch saathion nay radeef ko tabdeel kar kay usay mazeed mushkil bana liya jis kay baaic aksar ashaar ibhaam ka shikar ho gaey. Tamam shurka ki takhleeqat ko mad-e-nazar rakhtay huay meri nacheez raey mein marks kuch youn bantay hain. 1. Mukhshif 1 + 2.5 = 3.5 2. Mobi 91 3 + 3 = 6 3. Saraabs 4 + 3.5 = 7.5 4. Farid Nawaz 2 + 2 = 4 5. Smily anju 1 + 2 = 3 6. Haya n 4 +3.5 = 7.5 7. Bazeecha-e-gham 1 + 2 = 3 8. Farhan 85 1 + 2 = 3 9. Amirmuaan 3 +3.5 = 6.5 Khair Andesh. Anis Hasan |