Asalam-o-Alaikum
ittefaq se jis din muqablay ki thread lagi, mera bhi yahan guzar ho gaya, socha ku na taba a'amayi kerli jaye, ussi waqt se kaghaz qalam pakra or khasi mehnat ke baad ghazal likhi, lekin mera rishta shayiri se taqreeban 8 saal baad dobara jura hai, na hi mai urdu shayiri ki basics janta hoon, tou kya muqablay mai shamil kerne se pehle mai ghazal yahan kisi ko dikha sakta hoon

kaheen aisa na ho baad mai major ghaltiyan nikal aayen.
