View Single Post
  #25  
Old 02-22-2008, 12:41 AM
amirmuaan's Avatar
amirmuaan amirmuaan is offline
Senior Member
 
Join Date: Aug 2007
Posts: 299

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 1 Time in 1 Post
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 112
amirmuaan is a name known to allamirmuaan is a name known to allamirmuaan is a name known to allamirmuaan is a name known to allamirmuaan is a name known to allamirmuaan is a name known to all
Default Re: Qalam ko aab-e-baqa day.. to koi shair kahooN..!

Quote:
Originally Posted by kanch ki mehroo View Post


2 ash'ar paish-e-khidmat haiN...

qalam ko aab-e-baqa day.. to koi shair kahooN
woh mujh ko dard naya day.. to koi shair kahooN
jo shehr bhar ka maseeha bana hua hai abhi..
woh mujh ko mujh say mila day.. to koi shair kahooN

aapki aara ka intazar rahay ga..
khush rahiye
Mehroo~
assalam-o-alaikum
kanch ki mehro sahiba aap k ashaar perhay--bohat zaberdast khayal hai aur tareef perh ker ashar aur bhi achay lagnay lagay. aik jissarat ker raha hon umeed hai k tanqeed kernay ki ijazat ho gi aur bura nahi mana jaye ga k itni sari tareef main aik tanqeed bhi shamil honi chahiye
jo kaha gaya hai k "qalam ko aab-e-baqa dai to koi shaair kahon" mean k shair deemagh se nahi kaha ja raha qalam se kaha ja raha hai jab k qalam se sirf likha jata hai aur agar baqa ki zaroorat hai to alfaz ko hai na k qalam ko us aab ki zaroorat k jis se likh ker baqa hasil ho jaye kiun k agar alfaz ko baqa mill jaye to phir shair ki baqa aap ho jaye gi
umeed hai mairi baat ka bura na manain gi kiun k ye mairi naqis rae hai aur HG k itnay baray baray poets ki tareef k baad mujh ko lagta hai k shaid waqai naqis hi hai
humaisha khush rahain
amir muaan
__________________
Signature Removed - Unable to load the image

Last edited by amirmuaan; 02-22-2008 at 12:54 AM.
Reply With Quote