Re: Wo Kehta Hai Muhabbat Hai............ | | bohat shukriya ap sabka nazam ko pasand karne ka aur yeh nazam hum ne bunyadi tour per do hissoun main hi likhi hai jis k aik hissa haqeqat aur aik hissa sirf khayaloun per mubni hai agr inko alag kardiya tu phir is haqeqat aur khayal k farq ko koi nahi pehchan payga islye in dono hissoun ka sath rehna zarori hai.aur apki batai hui tabdeli zaror karenge shukriya apna khayal rakhyega |