Quote:
Originally Posted by kanch ki mehroo 2 ash'ar paish-e-khidmat haiN... qalam ko aab-e-baqa day.. to koi shair kahooN woh mujh ko dard naya day.. to koi shair kahooN jo shehr bhar ka maseeha bana hua hai abhi.. woh mujh ko mujh say mila day.. to koi shair kahooN aapki aara ka intazar rahay ga.. khush rahiye Mehroo~ |
aap ke khiyaal muje az had mutasar karte hain
asloob mein jiddat hai ashaar mein ( ko) tang karta hai matbadal talash kijiye
aap ka
qamar