Quote:
Originally Posted by WanderingThoughts bohat khob... wahhhh.... bohat acha thought hy, aur achy lafoN meiN byan kiya hy ap ne, isi trha likhti raheN... bas rawani pr mazed tawaju se aap k likhy ki khubsurti mazeed baRh jaj'ay gi.. Allah Taala aap ko bohat ziada ata kary, khush raheN aabad raheN... |
faizan bhai shukria
aap ka naam hamaisha bhol jata hai
koi bhi aap ki nazm open kar kay daikhti hon wandering thoughts ka naam kia hai