Re: Raye shumari baraye muqabla-e-ghazal goi... Jan-08 | | Azeez Dosto
Muqabila ghazal ki marking hazir hay
nayay aur puranay sab dostoN kay ashaar dekhnay ko millay. Kuch ashaar maiN pukhta soch aur umdah terz e bayaan nazar aya jabkeh kuch dost abhi seekhnay kay ibtibaee marahil maiN dikhaee diyay. nayay seekhnay waloN ko mera mashwera hay keh woh pukhta kaar shueraa ka kalaam tawajuh say peRha keraiN aur sawalaat bhi puch keraiN kiunkeh seekhnay ka safer mehnet aur lagan chahta hay.
Zen aur saraab bhaee ki ghazlaiN teqreeban ham pallah theeN laikiN phir saraab ki ghazal ko mazameen kay tanawo aur is ghazal kay behter terz e bayan ki wajah say foqiet di.
tafSeeli nateejah derj e zel hay ( structure + content)
1. Amirmuaan 3+2.5 = 5.5
2. Cute Marry 2.5+2.0 = 4.5
3. Land of sorrow 1.5+2 = 3.5
4. Mujahid khan 4+3.5 = 7.5
5. Awarah 1.5 + 2.0 = 3.5
6. Stubborn lioness 2+ 2.5 = 4.5
7. Silent wishes 4+ 3.5 = 7.5
8. Saraabs 4.5 + 4.5 = 9.0
9. Zen 4.5+4 = 8.5
10. m a natiq 2+2 = 4
11 Farid Nawaz 3+3.5 = 6.5
sab dostoN kay liay nek tamanaeN
sohail malik
__________________ Sohail Malik |