Re: jayga janaza mera kaandha badal badal k | | Salam jis din khushyaa humaray daman main aingi usdin ap sabko pata chal jayga k hum khush hain aur us din ap sab ki zar e nazar aik ghazal pesh karenge jis main sirf rang khushbu aur bahaar ki batein hungi.InshAllah. wese daad k lye shukriya apna khayal rakhyega |