View Single Post
  #2  
Old 01-25-2008, 02:11 PM
armaan000's Avatar
armaan000 armaan000 is offline
FAHIM
 
Join Date: Dec 2007
Age: 25
Posts: 41

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 12 Times in 11 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 32
armaan000 is on a distinguished road
Smile Khushiyon Ka Mausam Ghamon Ka Mausam

KHUSHIYON KA NAUSAM GHAMON KA MAUSAM


Khushiyon ka mausam ghamon ka mausam
Sambhalay rakhta hoon hassien lamhon ka mausam

meray weeranay mein aye kaash phir say
Kahein say aa jaien dilkash nazaron ka mausam

Woh phool woh kaliyian woh raks karti khushboo
Yaad aata hai woh mehaki baharon ka mausam

meray khal o khand ko roshan kaye rakhta tha
Chamakta hua woh chand sitaron ka mausam

kitna hassien tha teri chahaat ka sama woh
Kya khoob tha woh teri aadayon ka mausam

wafayon ka daur tha kabhi es dunia mein
Aaj kahan milta hai wafayon ka mausam

aab tuo faqt ek yaad ban chuka hai
Meray tamam kheyaalon khuwabon ka mausam

pehal chuka hai aab tuo har soo har tarf
Hijr ka mausam nafraton ka mausam

mujhe maloom hai naaab aaye ga kabhi
Woh kaliyon ka woh phoolon ka mausam

pyaar mein hara hoon magar yeh yaqeen hai aab bhi
aaye ga phir ek din khushiyon ka mausam

mera sukoon o qarar lay gaya hai woh
Jeisay samjha tha apni rahaton ka mausam

phir esi aas mein hoon mein jana
mill jaie kahein raha pay teri qurbaton ka mausam

meray chand kay na honay kay sabab aab tuo
jajta nahi mujeh ko ujalon ka mausam

har mausam aa kar laut jata hai lekin
jata nahi kabhi yeh zulmaton ka mausam

Koi aus ko ja kay itna kahe day mani
Lauta day woh mujeh ko meri chahaaton ka mausam

KHUSHIYON KA MAUSAM GHAMON KA MAUSAM
Reply With Quote