wo mairay sath nahi | | Shairi to ab bhi karlaita hoon mai
per muqarrar kahnay wali wo mairay sath nahi
pahlay mai khud sai us kai suljhanay kai liyay
apnay misroon ko uljhata tha thoora
ab phir theek sai misray kahlaitata hoon
magar lajawaab kahnay wali wo mairay sath nahi
apni nazmoon ko nam ab nahin dai pata mai
un ko unwann dainay wali wo mairay sath nahin
tasalsul na mujhe mai raha na mairi shairi mai
silsilay mujhe ko dainay wali wo mairay sath nahi
kia ajub dastoor raha taqdeer ka mujhe per
muqaddar sajanay wali wo mairay sath nahi................
__________________
doorejadded ka meer hoon sadion ko yad rakhta hon
mai taqqi oo dard ki khaaq hoon
sahib hoon meer takhallus rakhta hoon meer
Last edited by meerji; 01-25-2008 at 09:19 AM.
|