Re: Poetry By Fahim(armaan) | | EK ADHOORA AFSANA Meray dil kay kaye mukamil afsanon mein say !!!! ek afsana hai jo aab tak na mukamil hai.....adhoora hai !!!! Woh afsana jis say mansoob meri zindagi ki har ghari hai meri zindagi ka har lamha hai .....meri zindagani hai..... MERI KAHANI hai !!!!!!! Woh ek afsana !!!! adhoora afsana tum ho Jis ko aab shahid mein kabhi mukamil kar nahi sakta!!!! |