Re: ra'y shumari bra'y muqabla-e-ghazal goi (Mazahia) Dec. 07 | | mai'n tho samjha tha k yaha'n par bohot qaabil aur ustaad log hongey laikin yaha'n tho sarey ustaad he nikammey hai'n,mai'n aap sub ko jo kehta hai k meri ghazal bahar may nahi hai chalange karta hoo'n agar meri ghazal bahar may hui tho phhir iss halla gulla k website ko he bund kar dena chaahiye,merey khayal may jinn logo'n nay ye faisla dia hai unn ko sirey say ye bhi nahi maaloom k wazan aur bahar kia hoti hai aur kisi ghazal ki taqtee kaisey hoti hai |