Quote:
Originally Posted by Neha Sb ko as salam o alaikum, mujhay kuch madada darkaar hai...boht shukar guzaar hon gi agar koi mujhay is shair ka matlab batay ga..... Mashghool Hai Mazawalat e Mazkharafaat Main Haathon Main Mazameer e Mazmin Liy Huy Yeh Shair meray aik ustaad mohtaram nay likha hai or kaha hai k iss ka matlab dhundhu...may nay dictionary chaan maar li lakin iss may kuch bilkul new alfaaz hain...Kindly mujhay koi bata sakta hai k iss shair ka kia matlab hai....thoora bohat... I'll be thankful Regards |
Miss Neha,
it is realy not easy to say properly but i am thinking as follows.
her shakhs jo apny man ki khawahishat ki tehreer (jo k hatho ki lakeero main mehfooz hay) liy howy un ki takmeel mein masroof e amel hay.
further i will check by some one. and will let you know.