Re: Aakaash | | ANJANI YAADON MEIN KHOYA RAHA!!!!!! Anjani yaadon mein khoya raha raat bhar ek ajnabi sa chera meray dheyaan mein tha woh khushboo tuo bin batlaye hee laut gayee thi jis ka zikar kal shab saray gulistan mein tha mera pyaar khuwab bin jaie ga ek din yeh phelay say hee meray gumaan mein tha yaad aata hai jabkabhi tuo tarapta hai dil aazaab shamil jo hijr kay toofan mein tha jal jal kay ho chuka hai fana aab tuo woh dia jo roshan kabhi meray biyabaan mein tha aaj bhi detay hain apne ausi ka tana mujeh ko jo nuqs meray es dil e nadan mein tha musafaton kay baad jo khula saman tuo kia deikha ek ajnabi sa khat meray samaan mein tha wohi maan mein basa tha sukoon ban kay jo makeen ki tarhan es dil kay makaan mein tha roshan kar kay beitha tha har raat meri jo roshni ki tarhan woh taron kay shabistan mein tha jis ki talaash mein din raat laga daye mani woh bheroopia aakhir meray hee makaan mein tha --------------------------------ek ajnabi sa chera meray dheyaan mein tha mani |