Quote:
Originally Posted by daryadildost Lajwab Sarrab Bhai, lajawab..... Mujhe alfaz nahin mil rahe jo aap ki is ghazal ki tareef ke qabil hoon. . .bohat hi umda....kya kehne |
Aray janab, itna kuch to aap ne keh dia ab aur lafz kion dhoondte hain, bohot bohot shukria aap ki is zarra nawazi ke liye, koshish karoonga ke aaenda bhi aap ko mayoos na karoon