Quote:
Originally Posted by zehrab Anis Saheb
Bohat achi nazm likhi aap ney. Umda khayalaat aur bala ki rwani. Lutf aa gaya. Bher poor daad qabool ki jiye.
Kher andesh
Qamar Zaman |
Mohtaram Qamar saheb,
Aap ki daad aur tehseen kay liyay behud mashkoor houn.
Anis Hasan