
11-13-2007, 11:38 AM
|
 | Bershigaal | | | Join Date: Sep 2006 Location: Seil-E-Dard
Posts: 2,619
Country: Tutorials:
0 My Mood: Thanks: 23
Thanked 72 Times in 63 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 3109 | |
Re: youN hua faisla nawaly ka | | wa-alikum-salam
aisy qatry zameeN pe girty thy,
jesy khud khooN hua ho bhaaly ka
sab hi maary ga'ay laRaaei meiN,
youN hua faisla nawaly ka....
aap jesay shandaar likhnay walon ko parh kar
bohat acha lagta hai....aap HG k un shora main se hain
jin k likhay ko parhna bohat acha lgat hai aur mazeed ka intazaar shuro ho jata hai
umed hai aap ki traf se jald he 2 ashaar ki bajaye aik shandaar si ghazal parhnay ko milay gi......isi trah likhtay rahin khush rahin...meri traf se dher sari dad aap ki nazr qabol kijie...
__________________ Ab os k baad laga DiL to DiL lagi hogi
Hum os pe apni mohabt tamaam kr aaye...! |