Quote:
Originally Posted by Saraabs Anis Bhai...bohot hi umda aur khubsoorat nazm kahi hai...dher saari daad qubool kijye....main bhi yahi poochoonga ke aap isko muqable ka hissa kion nahin banana chahte? |
Mohtaram Saaabs saheb,
Nazm ki pasnadeedgi ka buhat shukriya aur aap ki doosri baat ka jawab main ooper dai chuka houn.
Anis Hasan