Re: Aakhri Sawal | | Anis Bhai...bohot hi umda aur khubsoorat nazm kahi hai...dher saari daad qubool kijye....main bhi yahi poochoonga ke aap isko muqable ka hissa kion nahin banana chahte?
__________________ ******************** ******************** **** Adaab teri bazm ke jeenay nahiN daitay DeewanoN ko jeenay ki tamanna to baRi hay
(Qabil Ajmeri) |