Pata nahi | | Pata nahi aapse baatein karna kyon acha lagata hai..... aapke sath bitaya gaya har lamha ek sapna sa lagata man karta hai dil ke gahrai mein jaakar poocho aapse.... kyon ke ajnabi apna sa lagata hai... mujhe humesa tu yaad rakhna aab to hum sirf sapno mein ayenge bassenge shaan se tumhari aankhon mein aansun mat aane dena..warna hum gir jayenge.... aaj uski yaad puri raat aati rahi, hum jage puri duniya soti rahi aasaman me bijali puri raat hoti rahi, bas ek barish thi, jo puri raat humare saath roti rahi ................... Ek shaks paas reh kar samjha nahi mujhe Is baat ka malaal hai shikwa nahi mujhe Main us ko bewafayi ka ilzam kaise doon Us ne to ibteda se hi Chaha nahi mujhe Pather samjh ker paoon ki thoker per rakh diya Afsos teri aankh ne parkha nahi mujhe Akhir kaar mujh ko to jaana tha aey ajnabi Accha hua ke tune roka nahi mujhe |