Re: Ashk Ruke tow sahra ho ga | | Mohtaram Qamar saheb,
Aap ki ghazal buhat pasand aayee choti behr aur saada alfaaz mein likhay gayay ashaar daikh kar lagta tu yehi hai keh aisa likhna buhat aasan hai magar jannay waalay jaantay hain keh yeh raah aasan nahin. Buhat saari daad hazir hai.
Anis Hasan |