humaisha ki tarah bohat hi umda nazm hai Ati bhai... aur humaisha ki tarah hum dad k dongray barsayeN gay

....
bas aik bat kehna chahti hooN.. k aapne hijr aur wasl ko jis wazan maiN baandha.. woh darust nahiN hai... bas isay phir say daikh lijiye.. baqi sab to humaisha ki tarah behtareen..
bohat khush rahiye