Re: Teri nigaah maiN faqat ilzaam reh gaye | | Qisse kitab-e-dehr maiN aise bhi the kai
Aghaz likh diye gaye, anjaam reh gaye
Jis ke bhi aagay rotay, so deta yahi jawab
Teri shikayatoN maiN mere kaam reh gaye bhae wahhhh kya kehnay... MashaAllah bohat hi umdah ashaar kahay.. mundarja bala ashaar ke to kya kehnay.. lutaf aa gaya.. aur maqtaa to aur bhi acha kaha.. dhairo'n daad aap ke fun ki nazr.. wafa aur dua ke saath
withlove 
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |